Ved Or Vigyan,Make Money,Make Money Online,Web Hosting,Wordpress,Plugin,Cloud Computing,Uc News,Carrer,Online Income, Make Money, Blogging, Online Earning, Online Paise Kaise Kamaye,Life Style

Tuesday 30 October 2018

Beauty

 Beauty


dosto aapne aksar dekha hoga ki bahot se log apne hath ki elbow yanki ki apne hath ki kohni ka kalapan se pareshan rahte hai agar aapko bhi apne kohni ka kalapan pasand nahi hai to kuch gharelu upchar se aap kohni ke kalepan ko khatam kar sakte hai




Beauty




dahi or sirka 

1table spoon dahi {curd} or 1 table spoon sirka  lekar in dono ko ache se mile le ab roj nahane se pahle is pest ki apni kohni ke kalepan par malish kre kalapan khatam ho jayega!!

nimbu


1 nimbu [lemon} lekar bich me se cut kr lijiye ab cut ki hui slice par thoda namak {salt} dal dijiye ab us slice se apne kohani ke kalepan par rup kijiye kalapan kuch hi din me khatm ho jayega!!

cornflower


garam pani me thoda sa cornflower mila dijiye ab isse cotton ki help se kohni ke kalepan par apply kre cornflowe kalepan ko dur karne ka sabse acha tarika hai!!

sarso 


sarso {mustrad oil} se bhi aap apne kohni ke kalepan ko khatam kar sakte hai murtard oil ko apni kohni par lga kar malish kre 15 se 20 min. tak rahne de or cotton ki help se saaf kre!!


haldi or kadhi patta 

1 table spoon haldi  {turmaric} or  4 se 5 kadhi patta {curry tree} lekar dono ko pis lijiye or nahane ke pahle apni kohniyo par lgale 20 min. ke chhod dijiye or garam pani se dhole!!



No comments:

Post a Comment

thanks for comment

Followers