hello dosto kaise hai aap sab swagtat hai aap sab ka ,meri is post me aaj me aapko btaunga ki P.M.K.V.Y kya hai or kaise aap isse tranning lekar 1 achi job pa sakte hai
pradhan mantri koushal vikas yojna
p.mk.k.v.y kya hai
pradhan mantri ke dwara jaari ki gayi is yojna ka maksad hai kam padhe likhe logo ko or berojgaar logo ko apne N.S.D.C yani national skill devlopment corporation me traning dena or 1 achi placement dena
addmition
p.m.k.v.y me addmition lene ke liye aapko sirf 3 chijo ki jarurt hogi or ye addmition bilkul free hoga
1---adhar card
2---2 passport size photo
3---marksheet jo bhi class apne pass ki ho like 5th 8th 10th
tranning
p.m.k.v.y me aapko alag alag filed me tranning di jayegi addmition lete time aap apni category chhose
jaise fitter,computer,electronic,silai machine or bhi bahot se subject hote hai aap apne hisab se koi bhi select kar sakte hai
subject select karne ke baad aapko traning di jayegi ye tranning ka time bahot hi kam hota hai apki traning sirf 45 se 60 days me complite ho jayegi traning complite karne ke baad aapko simply 1 exam dena hoga jo aapke subject se reletide hoga exam clear krne ke bad aapko 1 certificate diya jayega jo pure india me valuable hoga
link---- p.m.k.v.y ke kuch new update
job
certificate dene ke baad apko p.m.k.v.y ki taraf se hi job placement di jayegi jisse aap alag alag jagah jakar interview dekar 1 achi job pa sakte hai


No comments:
Post a Comment
thanks for comment