how to choose a career
jab ham school padhkar collage me addmition lete hai jab har kisi ko apne carrer ko lekar tension hone lagti hai hona bhi chahiye kyuki hamara carrer hamari life ko bahot hi important chij hai agar hamne sahi carrer chhose karne me koi galati kardi to puri life uska afsos bhi hota hai 1 taraf hamara carrer hamre liye bahot important hota hai vahi dusri taraf compititon bhi bahot hota hai isliye hame ye pata hona chahiye ki ham jis filed me apne carrer banane ke baare me soch rahe hai hame use ache se jaanna bhi bahot jaruri hota hai jisse hame future me hame koi pareshani nja uthani padhe aaj me aapko kuch aise important topic bataunga jo apko apne liye sahi carrer choose karne me help karega
satisfaction with job or work
jyadatar log is topic ke baare me jyada nahi sochte par ye topic bhi hamare carrer ke liye bahot jaruri hota hai hame hamesha aisi job select karna chahiye jise karne me hame acha lgata ho yani us kaam ko ham assani se bhi karle or hame vo kaam karne me maja bhi aaye hame hamesha aisi hi job dhundna chahiye jo hame shuru se hi pasand ho bahot se log aisa karte hai koi bhi job karlete hai fir unhe job work samjhane me pareshani hoti hai kaam bhi thik se nahi kar paate iske iye aisi job chhose kre jo aapke passion se bilkul match khati ho
liking and disliking
how to choose a career
bahot baar aisa hota hai ki ham kisi or ko dekhakr hi koi bhi job kar lete hain jaise maan lijiye aapka koi friend ya family member kisi achi post par to jahir si baat hai ki aapke man me bhi khayal aata hoga ki kyu na me bhi aisi koi job kru ya is hi industry me job karu lekin aisa karna aapke liye pareshani khadi kar sakta hai kyuki har in ki pasand or na pasand alag alag hoti har kisi ka passion alag hota hai agar aap apke passion ke hisab se work choose krenge to usme aap apna 100% de sakte hai lekin agar aapne kisi ko dekhkar koi bhi industry choose karli to aap apne work me apna 100% nahi de payenge jo aapke future ke liye thik nhi hoga
role of parents on carrer choice
how to choose a career
jyadatar aisa hota hai ki apne carrer ke chunaav ke time aapke parents or aapki choice alag alag hoti hai hamare parents csochte hai ham koi aisa course kar jisko karne ke baad hame aagar chalkar achi job mile lekin hamari choice kuch or hoti hai maan lijiye agar aapke paresnts sochte ho ki hamara bachha doctor, engineer ya advocate bane lekin in sabke hamare ander aisi kabiliyat bhi hona chahiye doctor, engineer ya advocate banna koi mamuli baat nahi hai aaj iske alawa bhi bahot se aise course hai jo aap karke future me bahot achi job or salery le sakte hai
No comments:
Post a Comment
thanks for comment