Ved Or Vigyan,Make Money,Make Money Online,Web Hosting,Wordpress,Plugin,Cloud Computing,Uc News,Carrer,Online Income, Make Money, Blogging, Online Earning, Online Paise Kaise Kamaye,Life Style

Tuesday 4 December 2018

Uc News Par Viwe Kaise Badhaye

Uc News Par View Kaise Badhaye 

Uc News Par Viwe Kaise Badhaye

agar aap bhi uc news par post likhte hai or apni likhi hui post par aap mahnat bhi bahot karte hai lekin fir bhi us par jyada view nahi aa rahe hai dosto uc news par view ka sabse importand role hota hai agar jyada view nahi aayenge to hamari earining nahi hogi aaj me aapko kuch aisi tips batunga jisse aapki likhi hui post par view incraess jarur honge 







Uc News Par Viwe Kaise Badhaye




1.attractive title


uc news par title bahot mayne rakhta hai agar aapki post ka title atractive nhi hai to koi bhi aapki post par click nhi krega isliye aap hmesha title par jyada dhyan de apni post ke title ko attractive banaye jisse koi bhi title padhte hi us par click karde 

2.social media


dosto uc news agar hamne post par bahot mahnat ki hai fir bhi us par jyada view nahi aa rhe hai to aap apni post ko submit krne ke jab vo post publish ho jaaye to thodi mehnat aapko bhi karna hogi aap apni post apni facebook account,whatsup messanger,linkedin,google+,twitter,instgram, aisi social media par jarur share krenge isse aapko fayda ye hoga aapki post par view bhi increase honge or jab kisi post par ache view aane lgte hai to uc news khud us post ko jyada se jyada logo ko recommend krne lgta hai  


Uc News Par Viwe Kaise Badhaye




3.hot topic 

uc news par aap post to likh dete hai or submit bhi kr dete hai or vo publish bhi ho jaati hai lekin us par view nahi aate kyuki aajkal har koi trand topic padhna pasand krta hai trand topic vo hota hai jo naya naya market me aaya ho ya aap ye samjhlo ki jo bahot hi charch me ho or har koi uske baare me jaana chahta ho islye aap hmesha hot topic par hi apni post likhe jisse apki post publish hone ke baad uc news us post ko jyada se jyada logo ko recommand krega 



Uc News Par Viwe Kaise Badhaye

4.recommanded content 


recommanded content naam se aap log samjh gaye gaye honge ki ye kya hai agar nahi samjhe to me aapko smjha deta hu ki recommanded content uc news ne writer ki likhi hui post ke view increas karne ke liye hi banaya hai iska fayda ye hota hai jab bhi aap apni koi post likhte hai to aapko sabse niche recommanded content ka collom dekhne ko milta hai aap vha par apni purani post ka link de dakte hai jisse aapki nayi post ke saath aapki puraani post ko bhi recommanded krega jisse agar koi apki post padhta hai to usko apki puraani post bhi recommand krega jisse apke view incress honge isliye ap recommanded content ke collom me apni purani post ka link jarure de 






No comments:

Post a Comment

thanks for comment

Followers